खूबसूरत शुभ रात्रि संदेश
Pankhe Pe Latka Huaa Sar,
Khidki Se Tumhe Dekhti Atma,
Bed Ke Niche Bethi Chudail,
Parde Ke Pi6e Sar Kati Lash,
In Sub Ki Taraf Dhyaan Mat
Dena Aaram Se Sona.
Wo Tera Nhi Wo Kise Aur
Ka Ho, Aye Dil Chup Kar
Ke Soo Jaa, Raat Rone Ke
Liye Nhi Soone Ke Liye
Hota Ha..
Fir Hui Halchal Fir Aapki
Yaad Aayi. Fir Nikla Chaand
Fir Suhaani Raat Aayi. Is
Raat Ki Gehraayi Me Kho Jao..
Thoda Hume Yaad Karo Aur
Fir So Jao.!
Dard Aapke Intezar Ka Hum Chup Chap
Sehte Hain, Kyunki Aap Har Pal
Hamare Dil Mein Rehte Hain, Na
Jane Hume Nind Aayegi Bhi Ke
Nahi Lakin Aap Thik Se So Sako
Isliye Aapko Good Night Kehte Hain.
Aaj Kitne Dino Baad Hui Yeh
Barsaat Hai Yaad Dilati Yeh
Aapki Har Baat Hai Mujhe
Maloom Hai Aapki Aankhon
Mein Hai Neend Aap Chain Se
So Jao Kitni Haseen Raat Hai.
Dost Ho Aap Mere Ye Baat Batana
Chahte Hai, Dosti Ko Ehsaas Aapko
Dikhana Chahte Hai, Aap To Hamare
Liye Ek Chaand Jaise Ho, Jise Har
Raat Sone Se Pahele Dekhna Chahte
Hai Good Night Sweet Dreams.

Saari raat na soye hum,
Raato ko uth ke kitna roye hum,
Bas ek baar mera kasur bata de
rabba,
Itna pyar krke b kyo na kisi ke hue
hum…
Agar main hd se gujar jau to muje maaf karna,
Tere dil me utar jau toh mujhe maaf karna,
Raat me tujhe dekh ke tere deedar ki khatir,
Pal bhar jo theher jaun toh mujhe maaf karna…!!
Aap So Jate Ho Hum Se
Bat Kiye Bagair, Aur
Hum Ko Neend Nahin Aati
Apko Yaad Kiye Bagair.
Good Night Sweet Dreams.
Chamkte Chand Ko Neend Ane
Lagi, Aapki Kushi Se Duniya
Jagmagane Lagi, Dekh Ke Aapko
Har Kali Gungunane Lagi, Ab
To Fekhte Fekhte Mujhe Bhi
Neend Ane Lagi, Good Night.
Thakanpur Se Fresh Nagar
Janewali Nindiya Express,
Bedform Pe Khadi Hai,
Yatri Kripaya Apne Hasin Sapano,
Ko Sath Leke Sawar Ho Jaye.
Good Night & Sweet Dreams.
हो मुबारक आपको ये सुहानी रात,
मिले ख्वाबों में भी खुदा का साथ,
खुले जब आपकी आँखे तो,
ढेरों खुशियां हो आपके साथ,
शुभ रात्रि|


